Feeds:
Posts
Comments

Introduction

Hi!

 

I am Divya.

Writing poetry is not my hobby. Its just a imagination of mine Whatever I see in others & the circumstances, Some times so hard moments Or some happy moments that made me to write whatever that time comes in my mind!

Each part or my poetry is part of my life & my imagination…

I love to Dream! Yes as I like imagine the situation come to me.

Its  My Original Poetry ! Hope u guys /gals like it & if u wana share,Share it with proper credits of mine!

Thank u for coming to my site.. hope u like it You can also Visit My new site http://divyakishayri.wordpress.com….

Regards,

~*~Divya~*~

How Much I love you

I don’t know how you entered in my life
Becomes my Cutest Friend and guide
You took the all my pain in you
Gives your shoulder when ever I cried
Don’t know Ho w much I love you,
How do I express my feeling?
You are the one who gave your cares and
Pain in my heart, which now starts healing
You become the spark of my life
You are the person who understands me
Supports me, Guide me, and Walks with me
I love the ways you are being with me
I ever wanted to spend my life with you
I wish My Pray to the God comes true
Day by day my heart melting for you
I know one thing now, that I love you
I love you , I love you , I love you !!

Mile the ak sadion baad hum unse
Na koi sikhwa na Gila thi
Mile the do ajanabiyon ki tarah hum
Kehne ko kai baat dil mea dabi thi

Chalne pade the usse raha mea
Jahan par phir milen ki umeed na thi
Ajeeb se betabi thi man mea
Musrahte rahe , Sirf lafzo ki kami thi

Pucha unse hamare bare mea
Jiski ab tak unhone kabar talak na li thi
Humne bhi muskara ke jawab diya
Sab kuch tha mere pass bas tumhari kami thi

woh bhi muskara diye kuch na kaha unhone
Ankho mea tho unke bhi nami thi
Humne bhi uss vakt chup rehna behtar samja
Kyunki jakmo ki na unke pass na mere pass kami thi

Yaad kiya kuch hasi k palo ko humne
Dard ki ehsaas mea meeti khushi ki jalak basi thi
Pucha unke bavishaye k bare mea tho
Tho unki nazre mujhse nazre chura gai thi

~ Mausam ka Khumar~

Bini bini khusbu mitti kikuch ehsaas jaga rahi hai
Behak rahi hai saansein, betabi mujhe aagosh mea barti ja rahi hai

Na jaane kesa ye akhumar hum par chane laga hai
Dil, Dhadkhan aur saansein bekabu hoti ja rahi hai

Machalane lagi hun main bhi is sard mausam ki aad mein
Sanam k pyar ki bela chup chup ajab si aas jaga rahi hai

Na jaanu mein, kyun lab par apne aap hi muskarahat cha rahi hai
Cham cham barasati Versha mein teri yaadein kahin armaan jaga rahi hai

Dekh meri madhoshi ko sanam , SAAVAN bhi dekho
Masti mein doob lehar lehar Phool(bunde) barsa rahi hai

J kabhi na mehsoos hua tha man ka bhav
Use ehsaasa kar meri nazre bhi saram se jhuki ja rahi hai

Sun re basanti bela, aur na tadapa mujhe
Tri aad mea yea pawan ki lehere mere man ko gudguda rahi hai

~~Mamta~~

Yea Mamta ka ehsaas bahut meeta hota hi,
Jise mile woh Paapo se mukt hota hi….

Woh har pal tume rokti hai tokti hai…
Sansar ussi ke anchal mein milta hai…

Maa kitni pyari hoti hai…
Hamara har raah mein saath Nibati hai….

Zindagi ka pehla lekh wahi padati hai..
Duniya ka har rango ka abaas karati hai..

Ma ki Mamta kitni komal hoti hai..
hamare ansoo , Apni jholi mein bar leti hai…

Meetaiya aur pakwaan banati hai,
par khud bukhe hi so jati hai…

Apni Ghod mein sar rakh mera , mujhe sehlati hai,
par apna hi khayal rakhna woh bhul jati hai…

jise nahi mila Mamta ka Anchal,
Suna hai Khuda kawoh nek bacha kehlata hi….

Dost Hote hai unke hamsafar…
Aur Khuda uska humsaya ban jata hai….

Khuda ne banai hai Ma Ki Mamta…
Par woh Khud Ma ke saye se Dur hota hai

Waqt ho chal hai ab mera Sabse door jaane ka
Waqt ho chala hai Apna karwan aage badane ka

Gam hi gam mila hai Zindgai k har more per
Thod diya mera Ashiyana sapne sanjo kar
Wada kiya tha sabne mujhe khushi den ka
Par beech majh daar chod diya, wada thod kar

Waqt ho chal hai ab mera Sabse door jaane ka
Waqt ho chala hai Apna karwan aage badane ka

Wada kar khushi dena ka Gum de gaye sab
Pyar dikha seene mea kanjar bhokh gaye sab
Duswaar ho gaya hai ab mera jeena yaaro
Dil dukha mera , Ankho mea ashq de gaye sab

Waqt ho chal hai ab mera Sabse door jaane ka
Waqt ho chala hai Apna karwan aage badane ka

Tadeer ko ab mian kya dosh dun mere yaaro
Issi ki wajah se hi tho chali meri naav ab tak
Bhula na paungi har pal jo gum mile sab se
Par yaaro ki yaari yaad rahegi jaan jane tak

Waqt ho chal hai ab mera Sabse door jaane ka
Waqt ho chala hai Apna karwan aage badane ka